Tuesday, April 24, 2007

Man

na jane kis ki talas main hai ye man
ek andekhi tasveer,ek ansuni avaj
ussi ke pichhe diwana hai ye man
kitni baar shamjhaya issi
par ye to man hai
kabhi samjhta he nahi
kabhi chanchal hai ye to
kabhi natkhat hai ye
kabhi mujh ko rulata hai ye
kabhi duskron ko hasata hai ye
is par to na kisi kabu hai
ye to man har pal bekabu hai

No comments: