Tuesday, April 24, 2007

Anokhe pyar

Rahta tha pahle main khud main, hansta tha hansata tha logon ko par
na khabar thi ki ho jaunga diwana is anokhe pyar main

socha ban jaun main bhi ek shayar
kiyunki fas gaya main ek befawa ke jaal main

suna hai ban jate hai vo log shayar
jo khate hain dhoka apne pyar main

par ye zindgi bhi bahut ajeeb hai
kiyonki rahta hun ab har pal main uski he yaad main

tadap tadap kar ho gaya hun main pagal
par vo to bekhar hai mere is haal se

vo to kah deti hai majbooriyan hai meri
par main to ghir gaya hun ab apni he tanhayon ke gher main

No comments: