Tuesday, April 24, 2007

Ek naam

ek naam jise me kabhi juba pe la nahi sakta
ek chehra jise mai kabhi rang nahi sakta kagaz par
yahi to hai meri jindagi me
inke alawa kounsi baat hai meri jindagi me
jinhe yaad karke mai has sakta houn wahi doosre pal ro sakta houn
hasne ki wajah tumse paayi maine
jindagi jeene ka matlab tumse paaya maine
shayad ye umra kam pad jayegi tere yaadoko bhulane ke liye
aise milo bhi na humse naaraz hokar
ke ye jakhm kabhi mit hi naa sake.